Search This Blog

Hey Human, read na!

There's always a leakage, how about an emotion?


Friday, January 18, 2013

Zindagi, pyaar ki ek Fuljhadi.

Zinda hun, lekin phir bhi ek pyaas hain.. Saumdar ki gehrai mein ek pari, meri zindagi ki tu ek Fuljadi.. Yeh drishya suhana, tu meri aankhon ka Sitara.. Sameep ho ya dur, tu meri awaaz ki makhmali sur.. Har dastaan pe log anek chal rahe, jaise Duniya keh rahi ki Rukna Mana hain.. Har darwaaze pe tera Intezaar hain, har Ghaante ek nashe ki Bahaar hain.. Mein chal raha har din bina koi soch, Kal ka pata nahi, Dilasa degi ya ek Chot.. Khoobsurat se ek mahina hain ye, lekin waqt bhaag raha jaise zinda rehna hain ek khel.. Tumhari aadat jo bhi ho, pyaar karte rehna, varna hoga ek Visphot..

No comments:

Post a Comment